Gathiya Aur Uric Acid Ka Desi Elaj
Gathiya kiya hy aur Gathiya Aur Uric Acid Ghutne me dard hone ke saath-saath dard ke jagah par sujan bhi aa jati hai. Is dard se rahat dilane me aapko sabse bada humdard hota hai, aahar aur gharelu nuskhe. To chaliye aaj hum aapko batate hai Gathiya Ka Desi Elaj .
مردانہ کمزوری کے علاج کا مکمل کورس تفصیل کے لیئے یہاں کلک کریں
Kabhi- kabhi dard ke karan bukhar bhi aa jata hai . aur yaha tak ki jodo ka aakar bhi teda ho jata hai. Kuch log to aise hote hai ki, hospital ke. chakkar kaat-kaat kar itne thak jate hai ki, ve is bimari ke saath jina sikh lete hai.
Thand ke mousam me Gathiya ke marijo ko jyada pareshani hoti hai. Isliye unhe thand se bachne ka har sambhav prayas ka dhyan rakhna chahiye. Is bimari se bachne ke liye doctor aahar ka vishesh roop se dhyan rakhne ka bolte hai. Kyoki aap jo bhi khate hai uska seedha asar apke swasth par padta hai.