Khushk Jild ( Dry Skin ) Treatmen in Urdu
Khushk Jild ( Dry Skin ) ke apne masail hain. Chehra khushk or jild khinchi hui feel hoti hai. jis ke bais all time be cheni rehti hai. Khushk Jild ( Dry Skin ) ka behtrin elaj jild ko khoi hui chiknai dena hai or us ki narmi bahal karna hai.Khushk Jild ( Dry Skin ) ki safai ke lye saop ke bajae special creame ka istamal karen jo chiknai se bhar pure hai. agar jild gair mamoli had tak khushk ho to us ke lye chiknai se bhar pure cream ke sath sun se mehfoz rakhne wali creame bhi istamal karen. before sleep wo creamen istamal karen jin ki chiknai jild me jazb ho kar use narmi or mulaimi bakhshe. Ankhon ke gird makhsoso creamen istamal karne ka ahtamam karen jin ke istamal se is hasas hise me jhuryan nahi partin. Giza me machli, rogan gizaen or zeton ka tel istamal karen nez dhop ki barahe rast shuaon se bachen.
khushk jild ki hifazat in urdu,face ki dryness khatam karne k tips,khushk jild k totkay in urdu,zubaida apa k totkay for dry skin in urdu,chikni jild ki hifazat,dry skin k liye tipsjild ki hifazat urdu,,khushk jild ka ilaj in urdu