Home / امراض اور انکا علاج / امراض مردانہ |Male sexual disorders / Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 6)

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 6)

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 6)

Surat e Inzal (premature ejaculation) ka masla puri duniya mein aam hai. 1992 ki ek research kay mutabiq har 3rd American iss masley ka shikar hai. Hamarey yahan ek andazey kay mutabiq 50% sey zyada log premature ejaculation kay masley ki wajah sey apni biwi ko jinsi sukoon deney mein nakam rehtey hain. Jis ki wajah sey gharelu zindagi bohut talkh ho jati hai. Baaz auqat iss masley ki wajah sey divorce ho jati hai. Baaz khawateen doosrey mardon ko talash kar leti hain aur shareef khawateen ander hi ander ghuti rehti hain aur bohut si nafsiyati aur jismani beemariyun ka shikar ho jati hain. Surat e Inzal (premature ejaculation) kay masley mein kuch mard dakhool kay baad 2, 4 strokes laganey kay baad inzal ho jatey hain aur kuch dakhil kartey huay aur baaz dakhool sey pehley aur kuch foreplay kay doran mein hi inzal ho jatey hain. Baaz afraad aisey bhi hotey hain jo mamooli aur juzwi tanau (erection) aur baaz baghaer tanau (erection) kay hi inzal ho jatey hain. Iss kay baad mard sharmindagi sey bachney kay liye mubashrat (intercourse) sey ijtinaab karta hai.

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no 6)

mardana kamzori ka ilaj shadi courseMardana Kamzori Ka Ilaj… Shadi Course

hakeem imran kamboh

error: Content is protected !!