Home / Female Diseases | امراض زنانہ / Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no2)

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no2)

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no2)

Pakistani society mein Surat e inzal (Premature Ejaculation) ki ek bohut bari wajah jagah aur waqt ki qillat hoti hai. Humarey yahan 90% logon ko jinsi amal kay liye alaehda room nahi miltey jis ki wajah sey woh amooman bachun waley room mein hi yeh fareeza ada kartey hain. Iss soorat mein mard ko khauf hota hai kay koi bacha jag naa jaey Chunancha iss ki khwahish hoti hai ka kisi bachey kay jagnay sey pehley woh jinsi amal ko mukammal karley. Iss tarhan woh jald farigh ho jata hai. 2 or 4 bar iss tarhan honay kay baad Surat e inzal iss ki adat ban jati hai

 

Surt E Anzal (premature ejuculation) Ka Elaj(Nuskha no2)

mardana kamzori ka ilaj shadi course

hakeem imran kamboh

Humarey yahan iss masley ki bari wajah musht zani kay hawaley sey ghalat maaloomat ki bharmar hai. Neem hakeem ki wajah sey yeh baat maaroof hai kay musht zani ki wajah sey fard surat e inzal ka shikar ho jata hai. Lehaza woh jald inzal ho jata hai halan kay musht zani ka sur’at e inzal kay sath koi ta’alluq nahi. Dilchasp baat yeh hai kay iss waqt puri duniya mein surat e inzal kay masley ko control karney ka sab sey kamiyab aur popular tariqa musht zani hi hai. Iss ka tafseeli zikar aagey aaey ga.

error: Content is protected !!